Kaise woh ajnabi apne huwe
Kaise soch main dooba sa main un ka huwa
Kaise soch main dooba sa main un ka huwa
Dil ki baatein zubaan par aane lagin
Tu bhi jaane mann ki baatein
Dil ki baatein zubaan par aane lagin
Tu bhi jaane mann ki baatein
Jaise bagh main phool khila
Tera woh kehna paas hi rehna
Hum ne dil par likh hi lia
Rab tu sun le zara meri sada
Ab to phool bhi un jaisa na hi raha
Dil ki baatein zubaan par aane lagin
Tu bhi jaane mann ki baatein
Dil ki baatein zubaan par aane lagin
Tu bhi jaane mann ki baatein