I've been waiting for you
I've been waiting for you
Dikhte zakham hai saaf bhi
Shyara tu kre hai shayari
Dilon ki galiyon mein tere thikaane
Hum raaton ke raja aur unke diwane
Subah bhi jaane ki subah be-imaan hai
2 kadam dur hai bas saare nazare
Ya rok mujhe tu jeena seekhade
Mehfilon me kyu tu dhoondhe ishaare
I've been waiting for you
I've been waiting for you
Yeh na sirf baatein kaagzi
Jaana tere sir pe taz bhi
Aese kisi ki na baat kru mai
Dil ki kitaab tere naam kru mai
Jo bole to saath tere chand chalu mai
Tera hi sirf interzaar kru
Baaki sabhi ko inkaar kru
I've been waiting for you
I've been waiting for you
Kastoori mrag ne hasil ki