Aur kitne zubaan hai chup
Aur hazaro chehre kiu ho rahe guum
Aur lapata inteqam ke beech ka fasla
Aur pura badan kiu ho raha suun
Hathso se jab haat bandhe aur haarke gira tha haat zamin pe
Sham ki kisi gupt andhere mai chupke kiya tha sawal zamir se
Jaise ki ek naau ke tarah
Na jaane konsi disha ye chala
Sab ho rahe thee usdin chup par usdin kismat bohot thaa hasa
Usdin socha kisse bolu kisse puchu kisse Karu Baya meri ye halat
Gum ke daire mai dhundu mai ye zindegi aur khuda se puchna chahiye mujhe yehi ek sawal
Kiu tora jaa raha mujhe rasmo ki tarah
Kiu raha adhura jhute kasmo ki tarah
Baitha thaa koone mai chupchap jab beh raha thaa khun mera ashko ki tarah
Halat ho rahe thee baatse battar jab gunj raha tha khamosi mere andar
Beh raha tha jaise ek tufan aur fasa tha jaise mai beech samandar
Ek bawandar aur kuch aasu
Aur tuutne laga mera ret maqan
Mai charo aur nazre tiqaye bas dhund raha tha ek insaan
Kuch akhri ke baatein kuch aakhri ke yaadein kuch akhri ke panne mujhse puch raha
Kuch yaaro ke waade kuch raato ke yaadein aur kuch raato ke waade saaso se jujh raha
Janaza hazir tha jab ghar ke samne
Ek pehchana chera tha hairan bara
Mai dekha jab usske nazro mai
Wo pehchana chera bhi anjaan laga kiu
Ek cehra anjaan aur gumnaam
Kuch uljhe sawal kuch uthte sawal aur sawal abhi isski ye zaari
Mai dekh nehi saqta usse ya mere dekhne ki aukat nehi
Mai puchu jab usse ye baat to puchu aaisi koi baat nehi X2
Jab aaya waqt dafan ka tab haat joore sabse karu binti
Kuch lambha mujhe de udhar mujhe utar ne hai saare karz unki
Uss dost ko gaale lagana hai jo rehta intezar mai har roz
Uss maa ke kok mai sar tiqai Sona hai bahar hai bohot shor
Par beasar na badle ye halat e kabhi
Deta tasalli khudko par bund se sadiyo ka pyas bujhe na abhi
Roz aata hai ghussa mujhe roz marra ki baato se
Par lachar hamesa na diya hai taqat khuda ne in haato mai
Par anjan ki basti mai khara akela aur ho raha mai hairan bara
Koi to aake chupke se mujhe puch leta hai ajkal kiu halchal mera
Maine dekha mere saaye ko haato se mere askhko ko mitate hue
Par Sayed taano ke bicch mai andha mai
Jo khud ko he na pehchan mera
Par Jab koi na ho tab akele andhere mai ajj bhi wo dekho jhume mere saath
Jab likhne baithta gaane ajj shiddat se kalam ko wo dekho chuume mere saath
Ab to bewaqt maut aur bewaja ke bewafa se bahut jyada darta nehi mai
Ab to saya banke mera aheshas harpal harroz ghume mere saath
Ek cehra anjaan aur gumnaam
Kuch uljhe sawal kuch uthte sawal aur sawal abhi isski ye zaari
Mai dekh nehi saqta usse ya mere dekhne ki aukat nehi
Mai puchu jab usse ye baat to puchu aaisi koi baat nehi X2