LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

kya hai yeh zindagi ???

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kya hai yeh zindagi
Na mauke kabhi
Na Taufe kabhi
Na shukriya kiya adaa
Na jaanu kya khushi
Na pyaar mila
Na yaar mila
Jo tha mila vo hai mera
Hua mujhko na yaqeen
Na mauke kabhi
Na taufe kabhi
Na shukriya kiya adaa
Na jaanu kya khushi
Na pyaar mila
Na yaar mila
Jo tha mila
vo hai mera
Hua mujhko na yaqeen
Lage ke haar gaya vo khel
Naam e zindagi
Laga hai puchne wo khud se
Kyun main zinda hi
Lage lakeeron mein
likhe hai uske dukh sabhi aur
Lage jeene se behtar
Jaana jake mar kahi
Sab kuch dikhe bikharta aur Umeedein tootti
Aankhon ke aage naav khud ke
Khwaabon ki doobti
Kare bechara kya
Bas dekhe banke moorti
Aur Dete waqt jaane ke hai
Tasalliyan ye jhoothee
Bhoj saansein lene ka
Gaya kandho pe bhaari pad
Khatam sabar
Kaise kare kabu khud ke
Jazbaaton par
Kose kise kaun Zimmedar inn
Haalaton ka
Band kamro mein bhi
Sannata sunayi deta ab
Taanon sa
Ghut ghut ke jeete jeete
Chuki beet Umar ye adhi
Use bharosa na kisi pe na khud pe bhi zara bhi
Sachcha pyar yaar dost bhai khushi
Sabhi baatein kitaabi
Aane wala kal beete jaisa to fir ni jeena baaki
Suljhana chahta jitna
Hai utni ulajhti jaati
Nishaan choton ki pichli haaron ki
Yaadein dilaati
Chillati rooh pukaar par kaanon tak ni jaati
Na koi apna Jiske apno mein
ho uski ginti aati
Na paane ki chahat kuch aur
Na kuch bacha khone ko
Na koi kandha jispe jake
Sar rakh ke le vo
Na koi karde pure jo uske
Adhure kaisey
Aur jo milta mauka to na chunta zindagi Jis mein
Na mauke kabhii
Na taufe kabhii
Na shukriya kiya adaa
Na jaanu kya khushi
Na pyaar mila
Na yaar mila
Jo tha mila vo hai mera
Hua mujhko na yaqeen

WRITERS

Mayank Sharma

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other