Mamamamamama main majama main majama
Mamamamamama main majama main majama
Har din jhaanjh mein Sawar main jahaaz mein
Khayalon ke hai mere asliyat se faaslein
Booty hath mein jaise koi riwaaz yeh
Sehmat hona na hai beemari lailaaj yeh
Raaton ko karu subah ko karta sham main
Sadke naapna hua jaise kaam yeh
Jude naam se jo vo bhi badnaam mere
Hu main bhasht rehta meri
Par main sunta na jo bolta samaaj yeh
Inke jaisa na main isliye khilaaf yeh
Galat tere liye jo sahi meri kitab mein vo
Teri sau baston ka hai mera bas jawab ek
Jo karein hum vo karne mein
Yu high hoke cheekhne mein
Jo karein hum vo karne mein
Yu high hoke cheekhne mein
Mamamamamamamamama main majama main majama
Mamamamamamamamama main majama main majama
Galat nahi bas hai alag tareekey
Aate raas kyu na mujhko jaane ye saleekein
Kaafi high hu main Dekhne ko kya hai neeche
Lega apna tu bhi ek Baar dekhle jo jeeke
Kutta main agar jo zindagi hai kutti yeh
Jeena char din to kyu jiyu fir susti mein
Char kush aur cheekhu fir masti mein
Maze maze mein pee Gaye bottle sari
Chad gayi thodi zyada to bak di thulle
Diya ghusa aur sooja di thooth