Jaanu na kyu kara intezaar
Jaanu na kyu kara intezaar
Bharosa toh khud pe bhi shunya
Socha aise rehte hai khush
Ab toh saans bhi leni padti ginn ke
Shayad chodd jaaye aane waale din mein
Haan koi jaanega nahi humare beech kya hua
Kyunki rakhta mei hott apne sill ke
Koi tumhare saath mein hai
Mere saath chaand sitaare hai
Sitaare bhramand mein hi khud ka
Ab bistar pe baitha hu mein chup sa
Jota jalaya ab kheechu mei sutta
Saath hi nahi mila toh diya maine khud ka
Tasveero ko taaku mei chup ke
Dost bhi aake ab chup ke se pooche
Sab theek hai dono ke beech mein
Ab kis ko hai deni gawayi
Ye sab maine khud hai karayi
Ek waqt mein dono the paas parr
Jaanu na kyu kara intezaar
Jaanu na kyu kara intezaar
Inn baato ko arsa hua hai
Inn baato se cut sa gaya mein
Inn baato se pharak tumhe pade na
Inn baato se dabb sa gaya mein
Mere gaane lage tumhe faaltu
Ye saari baatien jaan ke hi gaane daalu
Jis bande se mein hua rakh tha
Aaj phir usko khule mein jaala du
Khatmal lage mere bistar mein
Bistar ki bhi hai zaroorat nahi padti
Mei farsh pe hi chaddar laga ke hu sota
Jo sab hua maine khud kiya
Shuruwat mein laga tumne dukh diya
Beech mein tumhe deni thi gaali
Par anth mein aakar bolunga shukriya
Jaanu na kyu kara intezaar
Jaanu na kyu kara intezaar