Jo tum haath se khilao mujhko
Ye jhootein na jhootien na
Rehti mann bhi sirf tum ho
Mere Patloon mein gaya haath phaas mera
Aur jab saamne jab inke seesha aaye
Woh bhi neeche dekh khoob sharmaye
Ye chahe de de suraj Ko roshni
Ye saamne toh pheeki lage chaashni
Ye zinda toh jeena sabka lahzami
Ye chahe bharde hawa mein tazagi
Jo tum haath se khilao mujhko
Ye jhootein na jhootien na
Mann bhi pyaasa tann bhi pyaasa ye
Registaan mein, Mann ye jhaahsa de
Jal ye khoje, bhook bhi noche phir
Bhook ke maare mann ye soche sirf
Yahan pe bandh hai darwaze
Aur mei thakka deta hua khaali gram pe dil
Dena chahta hand mein dil
Tumhare Saath hona chahta mei bhi unCivil
Uthu saath tumhare agle subeh
Hum 2 Sui, ek saath gadhi
Par dikhti nahi ye hatkadi
Suna tum bhi toh ho jalpari
Jo tum haath se khilao mujhko
Ye jhootein na jhootien na