Haaye Ram maine kya kara ye
Ho gayi mujhse bhool chook
Hota kamm, mujhe dukh na dharre
Jahan jagah nahi muh na khule
Toh chuhe se muh ke harr jagah bakke
Faayede mein chaate khoob
Meri jaan sunn, gaane tere trash
Meri baat sunn, chhod de tu rap
Harr gaane mein feature utha leta
Uthta phir khud, ladke lage tu laash
Meri baat sunn, jeevan tere safe
Dil se baat hai, de raha nah hate
Maine suna tu hai married to the game
Ho raha yahan pe marital rape
Soche tu wapas laate kaise log
Ab akele baitha rehta, paanse palte dua kare ki wapas aajayenge woh kaise
Toote mann mein bante khwaab
Meri jaan, ab hawa phek do
Tujhe jaan na kaun phir bachayega
Jaa kar aaine mein dekh lo
Itni hard cheez sunni na tu ne kabhi jaise bohemia awaaz ki viagra leti
Aur Mood se hoon kohli, bhadakte na kamm
Inn geet pe baraste hai kamm
Aur jaani mei hoon rota nah mei thoda sa bhi
Rooh ye meri marri padi, chura maaro, gaav lage nahi
Gaano mein rota nah, mufasa nahi
Kaano Mein karoon phir ucchal kood
Murde kya nikalega? ye gadde nahi
Afsos pe ab mere break lage
Chaalu jab gaadi, ghumane aao le chale