Jo neend se mere ude jaa rahe
Aur ho raha swaad ye kamm
Jo muh mei bhi choomu taare
Aur bhaavna aise chupaate
Ki hoti hai duurbeen fail
Mei bas karta ankhien bandh
Khaali waqt mein kosna aata
Kaam mujhe bas ek hi aata
Par mujhme toh halki sharam hai kamm
Aur yaad karu mei saath janam
Tab mei din mein kitna hilta
Tab kya hota tha mei zinda
Mujhe chalani hai khud ki top
Aur hunga zyaada khokhla mei
Kamra bandh aur chaddar mein
Hu pyaar paane ke chakkar mein
Aur ye Meethe bol jo bole
Samjh hu pata nahi inhe jadh se
Toh mujhse jaate rooth ye
Mann mein bhi rehte ye bas
Toh batao kyu taake dooje
Khud mein hi toh chaalis roop hai
Baarish ke baad hai aani dhoop
Bhale jaaye ye taange toot
Par halki mujhme badh rahi bhook
Jau mein jau kidhar bandh saare dwaar dikhe
Jau mein jau kidhar bandh saare dwaar dikhe