Mei bas chahta haath mera aap dharo
Kass ke rakhe dono haath mein haath
Bheje mein lakh awaaz kare bas aap se pyaar
Ye rishta bhi meetha jitna rasbari
Par pyaar ka swaad isne chaka nahi
Kathor dil mein laaye nammi
Tum ho saath, hai pyaar ki kammi
Bin lade kaise rehte? (Kaise bin lade)
Lawaris dilon ka na rehta kabhi thikana
Tum chaho na honi, kaano kaan khabar
Muh sadde, jab humare beech aaye other
Hum dost pehle, Phir saath
Jaano baat, mushkil ho raha lena saans
Aur ab hoti choti humari baatien na
Ye dil bhaari, pahad lage halke se
Pata chala rehta mei bhi chhal mein phir
Harr din! saddu phir shok manau
Feelings! Phekoon ya aur dabaoon?
Karun! Jitna mei obsessive
Kathor dil mein laaye nammi
Tum ho saath, hai pyaar ki kammi
Ji haan aap jaano mei hoon red flag
Lao dost, saare ling. Koi na left back
Mazze le saku mei bhale inn sab se
Par tum na mil pao, soch ke dil dard de
Mei pulling jo kare streeling pulling
Maane male jo kare female pull
Aur hoon male hater jaise 2 lesbians
Aur hoon female hater jaise gay dudes
Aankhon mein mere sirf baithi tum
Tumhare aankhon mein hai baitha kaun
Chalo saath kare saare punya paap
Cheap thrills jaake lete all
Obsessed bada. Impulsive hoon
Tum saath na ho, leta dard mei phook
Paara sarr chada, tumpe nazrein khoob
Bagal mein kaun khada, chahoon uske dil ka khoon
Maine kabhi na seekha tha pyaar baatna
Par karna ek se. Bulana usse partner
Kathor dil mein laaye nammi
Tum ho saath, hai pyaar ki kammi
Mei bas chahta haath mera aap dharo
Kass ke rakhe dono haath mein haath
Bheje mein lakh awaaz kare bas aap se pyaar
Ye rishta bhi meetha jitna rasbari
Par pyaar ka swaad isne chaka nahi