Sab ki Nazar ye mujhpe gadde kyun?
Sab ki Nazar ye mujhpe gadde kyun?
Fefde ghire nasho ke badal mein
Kathin ho raha rakhna kadam
Yahan pe chalna mushkil aur tu aahnke mujhe
Kis ne chu na kari phir bhi thahke ude
Saari gaalti hawa mein khaali shraap ye ghoome
Aur galti humari. Padharti usage
Chale na mattha chale toh jale ye kaide jote
Jo pehle se mann mein the laate shaanti
Par jo chehre ye peeche ghoome
Aur bina kuch kehte hi ghoore
Hoon Kechna chahta mei inki arteries
Kya haal mere? Barbaad hoon
Kya phook betha? Bas ghaas phoos
Bhasad hai ho rakhi saare mere khyaalo ke
Sab hi ye muh banaye jab mere paas aate
Jaanoon mei pura bhai par abhi ho raha mei
Sab ki Nazar ye mujhpe gadde kyun?
Sab ki Nazar ye mujhpe gadde kyun?
Harr baar zehen mein ek sawaal uthe
Jaata mei jahan bhi hoon, peeche kyu sarr mudde
Kya inhe lage mei khaali laata hoon rampage
Lode gun wounds pe lagta na hai bandaid
Toh do baar soch jab bhi mujhe glance de
Aankh khol, dost jaanch phir kar gang gang
Ye chahte khud tu neeche gire
Dikhate pyaar, jalan bheetar hai
Bulate khud, na khud hi mile
Aur karo tum toh tu Evil hai
Bt de, launda paani mein dooba
19 varsh emotional coaster hoon
Sangeet aur dhue mein khoya hoon
Sab ki Nazar ye mujhpe gadde kyun?
Sab ki Nazar ye mujhpe gadde kyun?