Na jaane kaise yeh teri baatein
Dil ko gehraayi par hain chhu jaati
Tu beparwah jab gungunaati rahe
Teri hi dhun mein dil mera khona chahe
Tum Se Door reh na paayein hum
Inn lamhaaton mein kyun na bhar jaao tum?
Meri baahon mein kyun na reh jao tum?
Bechaini kaisi jab tum se na mil paaun
Zulfon mein teri tab, main chhupna chaahun
Jab tu dikhe toh, dil se main muskuraaun
Jeene ka matlab, main maan paaun
Tum Se Door reh na paayein hum
Inn lamhaaton mein kyun na bhar jaao tum?
Meri baahon mein kyun na reh jao tum?
Aur kuch mausam alag jo bitaayein hum
Halki dooriyaan, ab ki majbooriyan