Bulave Teri Yaadein O Sajnaa
Bulave Teri Yaadein O Sajnaa
Boondein Mujhe Jo Ye Chu K Gyi
Teri Hi Baatein Wo Karti Rahi
Poocha Tha Maine Bata To Sahi
Aesi Khata Kya Mujhse Hui
Khamoshiyon Me Dooba Rehta Yoon
Teri Hi Baatein Socha Karta Hoon
Khalti Rahe Kyu Ye Teri Kami?
Bulave Teri Yaadein O Sajnaa
Bulave Teri Yaadein O Sajnaa