Meri maane toh hai saarey shaane
Yaha bante meme nahi bantey gaaney
Main deta taaney yeh aatey khaane
Bandi ko inki nahi deta jaaney
Rapper hum hai jaani jaaney maaney
Honda hu main aur yeh kochikame
Yeh game hai sacred to gochi kahape?
Bandi se puchu tu pohchi kahape?
Kheti karlo pick coaching aake
Pohoch gaya main bhi fir crosin khake
Baazigar hu main ji baazigar
Jaata hu milne jab hoti nahi maaji ghar
Jaunga tere main yaha bhanje kar
Gaano pe mere tu jhaanje kar
Khata hu rhem main ranjhe par
Sawal nahi chahta main ganje par
Aatif mai aur yeh meri aadat
Kaafir hun main yeh meri ibatad
Waakif hu main yeh meri aafat
Maine ghissi noke phooke kaakaz
Bina roke maine kari likhai
Bina thoke nahi hota aagaz
Dilo se apne sab dete duhai
Neele kardiye mene saarey kaakaz
Kya kiya? Kya kiya? Roll kiya roll kiya
Kya kiya? Kya kiya? Roll kiya roll kiya
Dil thode honge maine 100 ke
Chodd diye maine kai mauke
Aya hu kal hi pahado se hoke
Bhara pet mera khake dhoke
Click clack click clack boom
Drag kheech pass kar summ
Score kiya maal jaake doon
Main dwayne johnson yeh doom
Lagi shaam maine jo kaam kiya
Pareshan maine khudko hi anjaan kiya
Phenchan liya khudko hi sab kaam kiya