Ye dil mera dil sambhalna na jaane,
Tere aane se hiran jaisa bhaagey…
Khushboo phoolon mein kam hain na lekin,
Lagte hain pheekey wo sab tere aagey…
Dekh ke tujko toh jalti hain pariyaan,
Khili tere charche se jannat ki galliyaan…
Ye dil mera dil sambhal kaise paaye?
Tere liye jo hai maine likhi,
Ye shayari wo suna paaun na…
Likha hai maine tere liye…