LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Gazab

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Hosh mein hum nahi aate
Qaabu jo tumne hai kiya
Baaz na harkaton se aate
Aadatein bigaad ke rakha

Gazab ka nasha hai tujh mein
Suroor itna hai kya kahe
Gazab ka nasha hai tujh mein
Suroor itna hai kya kahe

Loot ke le jaoge
Is tarah behlaoge
Tumpe hum poore hogaye
Kharch ab kya churaoge

Saazishein teri
Masallah hain

Gazab ka nasha hai tujh mein
Suroor itna hai kya kahe
Gazab ka nasha hai tujh mein
Suroor itna hai kya kahe

WRITERS

Aashiq Khan, Denny Thakrar

PUBLISHERS

Lyrics © Sony/ATV Music Publishing LLC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other