LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Roshni

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Besabar
Hain dil ki
Dhadkanein
Milne ko tumse ye
Har pal ko

Aaj tum
Haath mera thaam ke
Kardo na aasan ye
Meri besabri

Mere din ke pehle khayalon mein
Chehra tera hi hai
Meri shaam ki wo duaaon mein
Tera naam hi toh hai

Tu zindagi ki roshni hai
Tu hi meri har khushi hai
Aaj bhi aur kal bhi
Tu hi hai

Zindagi ki roshni hai
Tu hi meri har khushi hai
Aaj bhi aur kal bhi
Tu hi hai

Maine khoje jo jawab the
Tujhse sabhi mile
Maine jab saare raaste
Sang tere jo chale

Tu zaroor koi dua hi hai
Jo qubooli hai rab ne
Mujhe aur kuch na chahiye
Kaafi sirf tu hai

Tu zindagi ki roshni hai
Tu hi meri har khushi hai
Aaj bhi aur kal bhi
Tu hi hai

Zindagi ki roshni hai
Tu hi meri har khushi hai
Aaj bhi aur kal bhi
Tu hi hai

WRITERS

Aashiq Khan, Denny Thakrar

PUBLISHERS

Lyrics © Sony/ATV Music Publishing LLC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other