Naarazgi Dono Taraf Ab Yahan
Naarazgi Dono Taraf Ab Yahan
Kaise Tujhe... Main Bataun
Tu Hi Mera Jahan, Hai Zameen Aasmaan
Tu Hi Mera Jahan, Hai Zameen Aasmaan
Tune suna zamaane ki baat ko
Samjha nahi dil ki fariyaad ko
Tune suna zamaane ki baat ko
Samjha nahi dil ki fariyaad ko
Kaise tujhe... main bataun
Tu hi mera jahaan, hai zameen aasmaan
Tu hi mera jahaan, hai zameen aasmaan