LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Bamb Lag Rahi Ho

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kaali ankhein madhosh bhari chaal
Gore galo ne macha dia bawal
Sar se pavn tak bamb lag rahi ho - 2

Aaj toh meri jaa qatal lag rahi ho
Kaale suit mein gajab lag rahi ho
Sar se pavn tak bamb lag rahi ho 2

Antra 1
Baaton ne teri aisa, Jaado kar diya
Raaton ko meri, Bekabu kar diya

Mukhko daily tum binge kar rahi ho
Fir bhi mujhse kyun cringe kar rahi ho
Sar se pavn tak bamb lag rahi ho

Aaj toh meri jaa qatal lag rahi ho
Kaale suit mein gajab lag rahi ho
Sar se pavn tak bamb lag rahi ho

Antra 2
Dil mein hulchul, toofani ye adayein
Ghayal karde, qaatil ye nigahein

Palm jumeirah mein dine kar rahi ho
Diamond jaisa tum shine kar rahi ho
Sar se pavn tak bamb lag rahi ho"

WRITERS

Avishek Majumder, Vivek Malik

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other