LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Mehbooba

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Deewana main
Rah na milay aisa parwana main
Meri justuju hi thikana hai
Kaisy hai ye saza

Sirhana dain
Teray har lafzon ko sirhana dain
Khud doobay ham tujko bachana ray
Hogai kya khata


Mat poocho meri niyat ka zamaney say
Karta ye sau batein hain kay thikaney na
Pooch mera tu mujse hi na


Meri baton ko teri baton say
Ghulmilana hai sabko dikhana hai

Meri baton ko, mehbooba
Teri baton say, mehbooba
Ghulmilana hai, mehbooba
Sabko dikhana hai

Tu hi meri mehbooba, mehbooba
Tu hi meri mehbooba, mehbooba


Deewana main
Rah na milay aisa parwana main
Meri justuju hi thikana hai
Kaisy hai ye saza

Sirhana dain
Teray har lafzon ko sirhana dain
Meri ulfat ko yun gira na dain
Hogai kya khata"

WRITERS

Hasan Raheem

PUBLISHERS

Lyrics © Universal Music Publishing Group

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other