Tujhe dekhne ko tarse yeh din aur raatein meri
Kyu is tarah bheegi yeh aankhein meri
Par mera dil na laage bin tere bin tere
aur main talashoon tujhe bas tujhe bas tujhe
Yaad hai woh dil aur wo pyaar ka mausam mujhe
Har lamha le aau main chura ke jo tu mile mujhe
Guzara hai maine har lamha intezaar ka
Par mera dil na laage bin tere bin tere
aur main talashoon tujhe bas tujhe bas tujhe