LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Yeh Kya Hua Hai

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kuch Dino Se Yeh Dil Kahin Bhi Lagta Nahin Hai
Main Yahin Pe Hoon Aur Yeh Mera Dil Kahin Hai
Kuch Dino Se Yeh Dil Kahin Bhi Lagta Nahin Hai
Main Yahin Pe Hoon Aur Yeh Mera Dil Kahin Hai
Soch Raha Hoon Kya Ho Gaya Hai
Yu Baithe Baithe Hi Dil Kho Gaya Hai
Yeh Kya Hua Hai, Yeh Kya Hua Hai
Yeh Kya Hua Hai, Yeh Kya Hua Hai

Jaane Kaun Sa Raasta Dil Ne Hai Chun Liya
Jaane Aankhon Ne Kaun Sa Khwaab Hai Bun Liya
Bekhayali Ke Saaye Bhi Saath Chalne Lage
Aise Hi Is Tarah Se Lamhe Dhalne Lage
Ho Soch Raha Hoon Kya Ho Gaya Hai
Yu Baithe Baithe Hi Dil Kho Gaya Hai
Yeh Kya Hua Hai, Yeh Kya Hua Hai
Yeh Kya Hua Hai, Yeh Kya Hua Hai

Baat Is Pal Ki Agle Pal Yaad Rehti Nahin
Kuch Pata Na Chale Ke Kya Galat Kya Sahi
Ja Raha Tha Kahin Magar Raaste Mud Gaye
Tum Jahan The Khade Usi Mod Se Jud Gaye
Ha Soch Raha Hoon Kya Ho Gaya Hai
Yu Baithe Baithe Hi Dil Kho Gaya Hai
Yeh Kya Hua Hai, Yeh Kya Hua Hai
Yeh Kya Hua Hai, Yeh Kya Hua Hai

Ho Jaane Dil Ne Kya Chori Chhupke Se
Maange Kaisi Dua Hai
Kyun Juda Mujhse Dhadkane Saari
Jab Se Tune Chhua Hai
Soch Raha Hoon Kya Ho Gaya Hai
Yu Baithe Baithe Hi Dil Kho Gaya Hai
Yeh Kya Hua Hai, Yeh Kya Hua Hai
Yeh Kya Hua Hai, Yeh Kya Hua Hai.

WRITERS

RAVI BASNET, VIJAYAA SHANKER

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Universal Music Publishing Group

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

From This Artist