Kahaaniyon mein hum tum hum tum sath hai paas hai

Mere dil ko tu hi samajhta hai tum ho mere
Mere dil mein tu hi toh rehta hai tum ho mere
Woh tum ho jo dil ke paas hai
Woh tum ho jo mere saath hai
Woh tum ho jo mera khaas hai
Woh tum ho jo dil ki awaaz hai
Kahaaniyon mein hum tum hum tum sath hai paas hai
Kahaaniyon mein hum tum hum tum sath hai paas hai
Adhoori kahaaniyon si adhoori hai zindagi
Tere bina jo hogi na poori kabhi
Bikhre hai panne saare jo likhe the tere baare
Sametana ab unko zaruri nahin
Ishq hai tumse koi majboori nahin