I gotta be killing the beat
They call me king of the street
Aage aa, na peechay se waar kar
Mein Akaila, tu team tayyar ker
Aa ja, teri life bana doon
Phir se apna gaana suna doon
Lo jee macha shor, aaj kuch hona hai
Raat bhar jaag, aaj nahi sona hai
Lo jee macha shor, aaj kuch hona hai
Raat bhar jaag, aaj nahi sona hai
Kal ki fikr mein, is pal ko nahi khona hai
Aaj phir ho jaane do jo bhi hona hai
Main ishq hoon, khayal hoon
Hila de Jo dunya ko, mein voh ishaara hoon
Tareekh ke panno pe nishan chhod dega woh
Andhi ko leke haath mein rukh mod dega jo
Only kings stand next to me
Kaun kitnay paani mein hai show me
Gully ya Ground larkay maarein zor
Agya bhai wapas ab khel tou jammay ga na mere dost , lets go!
Koi nai hai takkar ka abhi sab ko hai khabar ye baat nai chupi
Ye khel hai jashan humara aur jashan mein hotay hain saath hum sabhi
Urray gi gilli ab teri nai milegi maafi
Meri hustle ki misaal ye nahi hai trophy
Halkay mein leke tu galti karega
We run up run up aur tu khud he daray ga
Andar ho bateesi, 6 pe dein ge chattis he
Tere jaise ghar bhejein ge das ab
Humein competition koi nai de
Maaaray sixer bolein wahin dekh
Na kalyan kalyan flex karo
King of bhangra ikoo e ayyy
Sari Public nu on board kar kay dhamal sari raat paawangay
Sari Public nu on board kar kay dhamal sari raat paawangay
Dagar Dagar Dagar Dagar Dagar dhool wajda
Dagar Dagar Dagar Dagar Dagar dhool wajda