Kya meri galti thi ye kese ho gya
Na samje aur na samja sake hum
Ulje se hai aur ulja rahe hum
Kya hogi humari ladaiyaa khatam
Ulje se hai aur ulja rahe hum
In baato me fir kesa ruthna
Mere dil me hai aur tum sa koi na
Ulje se hai aur ulja rahe hum
Anjaani lag ti thi me jaaun bhi kaha
Mangu jo me maafi kya baki hai jagah
Na samje aur na samja sake hum
Ulje se hai aur ulja rahe hum
Kya hogi humari ladaiyaa khatam
Ulje se hai aur ulja rahe hum
Betho tum kabhi baatein kar lo tum
In baato me fir kesa ruthna
Maano tum,mane ho to jaano tum
Mere dil me hai aur tum sa koi na
Ulje se hai aur ulja rahe hum
Ulje se hai aur ulja rahe hum