LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Dreams

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Khwabon ko ho choone lage
Toh din raaton mein hain ghule
Jo baaton mein bayan na hue
Pal khamoshi se keh gaye

Haye
Aankhon mein bithake rakhu tenu meri jaan ve
Pair’an ch vichha doon tere saari khushiyan
Saanson mein basa ke rakha tera maine naam hai
Bin tere soona hai mera jahaan ve

Khwabon ko ho choone lage
Toh din raaton mein hain ghule
Jo baaton mein bayan na hue
Pal khamoshi se keh gaye

Kya toh karun
Tere pyaar mein bekaboo
Hone jab se laga main hoon
Reh pata nahi ab door

Keh na sakun
Tujhe khone se kitna darun
Tujhe paane ko hoon majboor
Tere saath hi milta sukoon
Rahun tera main hooke

Neendon ko uda ke na sata tu meri jaan ve
Saamne se aake dil laga toh tu zara
Sapno ko tere main bana loon apna maan ke
Jaise tujhe maana hai mera jahaan ve

Khwabon ko ho choone lage
Toh din raaton mein hain ghule
Jo baaton mein bayan na hue
Pal khamoshi se keh gaye

WRITERS

TRADITIONAL (PD), B. SIVARAMAKRISHNA RAO

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Royalty Network

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

From This Artist