LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Rahunga Sada

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
na to main kah paaunga
na to main rah paaunga
dil ye na maanega par
main dil ko samjhaunga

teri-meri jo bhi baatein hain
zaroori hain
teri-meri jo bhi raatein hain
fitoori hain

tera ishq main aise nibhaaunga
tere naam meri jaan kar jaaunga
tujh mein rahunga sada

Antara-

jo bhi tu kahegi sununga sabhi
bhoole se na tujhko rulaunga kabhi
chaahe mere sir ki qasam le abhi
chhad ke main tujhko na junaga kabhi

Hoke tera hi mein rahun
aur Tujhse hardam kahun

teri-meri ye naarazgi
zaroori hai
teri-meri ye aawargi
fitoori hai

tera ishq main aise nibhaaunga
tere naam meri jaan kar jaaunga
tujh mein rahunga sada

WRITERS

Sugat Dhanvijay

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

From This Artist