Yeh tujhse hatt ti na kya du tujhko bahana
Tere liye hi karti tujhse hai iltaza haan

Addy teri jaan mera naam yeh pehchaan hai
Mera dinn bhar ka ek hi toh kaam hai
Karta sajde tere milta aaram hai
Meri aakhon mein dikhega tera pyaar
Meri baaton se pata lagega tera gumaan hai
Teri raahon mein dikhe jo meri chav
Meri jaan tu samajh lena mera bhukhar hai
Main teri baahon mein na jane khud ko kyu talashu
Teri adaaon se marta main jese tu tarashu
Tere zulfo ki khushbu saason mein basti jaye
Natmastak tere aage tujhko hi khuda main maanu
Tujhko main saason mein bharlu jese taazi hawa hainn
Tu meri zindagi ka hissa mujhse bhi kayi gunaa hainnnn