Chaahe jis ko yeh dil, wo mil jaaye
Paaye jo bhi yeh dil, na gawaae
Dil mohabbat ke siwaa koi raatsa chune
Jaaye jis raaste, aahein paae
Chaahe jis ko yeh dil, wo mil jaaye
Jhoote se waadon ki zameen pe
Dil basaa leta hai jahaan
Dastak darwaazon pe pade toh
Saaunp deta hai yeh makaan
Samjhaaya maine baar baar yun
Kyun kare aitbaar ae dil yahaan
Dil toh dil hi hai magar, meri ek na sune
Dil mohabbat ke siwaa koi raatsa chune
Jaaye jis raaste, aahein paae
Chaahe jis ko yeh dil, wo mil jaaye