LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Kayee Dafaa

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kayee dafaa
Chhooaan hai khayaalon mein
Maine tujhe
Kayee dafaa
Bichhaaya hai, odha hai
Maine tujhe

Kayee dafaa
Chhooaan hai khayaalon mein
Maine tujhe
Kayee dafaa
Bichhaaya hai, odha hai maine

Wo khushbooein teri
Waaqif bhi nahi hoon main jinse
Labon ki wo narmi
Waaqif bhi nahi hoon main jinse

Unhe dhoondh laata hoon main
Khwaabon mein
Tujhe paas laata hoon main
Khwaabon mein

Kayee dafaa
Chhooaan hai khayaalon mein
Maine tujhe
Kayee dafaa
Bichhaaya hai, odha hai maine

Tu, tu girti hai os si
Main bheegta
Tu, tu gal jaaye moam si
Main, choo.n loo.n tujhko

Wo harkatein meri
Waaqif bhi nahi hai tu jinse
Wo hasratein meri
Waaqif bhi nahi hai tu jinse
Unse sataata hoon mein
Khwaabon mein
Tujhe paas laata hoon main
Khwaabon mein

Kayee dafaa
Chhooaan hai khayaalon mein
Maine tujhe
Kayee dafaa
Bichhaaya hai, odha hai maine

WRITERS

Anurag Mishra, Alok Ranjan Srivastava

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Sentric Music

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other