Main seene ki saansein banaa loon tujhe
Main saari ragon mein samaa loon tujhe
Main seene ki saansein banaa loon tujhe
Main saari ragon mein samaa loon
Jaane kyun yeh kaafi nahi hai
Khaalon ki deewaron ka galna toh baaqi abhi hai
Tujhe paas laana abhi baaqi hai
Tujhe aur paana abhi baaqi hai
Main seene ki saansein banaa loon tujhe
Main saari ragon mein samaa loon
Moam si, main choo loon tujhko
Jaane kyun yeh kaafi nahi hai
Khaalon ki deewaron ka galna toh baaqi abhi hai
Tujhe paas laana abhi baaqi hai
Tujhe aur paana abhi baaqi hai
Main seene ki saansein banaa loon tujhe
Main saari ragon mein samaa loon