Padhlu tujhko, jaise aayat
Kitna unko hum hai chahte?
Padhlu tujhko, jaise aayat
Kitna unko hum hai chahte?
Par naa chodhenge teri raahe,
Yeh mohabbat ya gunnah hai
Hum naa jaane, Hum naa jaane
Ab naa jaane kya ho haasil?
Yaa toh haare, yaa nafaa hai
Yeh mohabbat ya gunnah hai
Hum naa jaane, Hum naa jaane
Shab subah main tu hi shaamil
Binn tere mein hu mutasir
Dil naa tehra tha kahi pe
Rukk gaya kyu tere khatir
Padhlu tujhko, jaise aayat
Padhlu tujhko, jaise aayat
Kitna unko hum hai chahte?