LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Main Itna Tanha

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Main Itna Tanha Rahoon
Aur Tu Pukare Yun
Tere Hone Ki Banu Main Wajah Si Yun
Main Itna Tanha Rahoon
Aur Tu Pukare Yun
Tere Hone Ki Banu Main Wajah Si Yun
Teri Baahon Ke Ghere Mein Guzre Har Pal
Teri Yaadon Ke Pehre Mein Beete Har Kal

Mera Bhi Haal Kuch Aisa Hi He Haan

Yahi Toh Chaha Karta Tha Main Har Pal Khwabon Mein Mere
Yahi Toh Manga Karta Tha Main Har Pal Yaadon Mein Mere
Yahi Toh Chaha Karta Tha Main Har Pal Khwabon Mein Mere
Yahi Toh Manga Karta Tha Main Har Pal Yaadon Mein Mere

Main Bhi Tarasti Rahoon

Tujhi Se Toh Main Zinda Rahoon

Teri Baahon Ke Ghere Mein Guzre Har Pal
Teri Yaadon Ke Pehre Mein Beete Har Kal

Meri Bhi Yahi Khwahish

Yahi Toh Chaha Karta Tha Main Har Pal Khwabon Mein Mere
Yahi Toh Manga Karta Tha Main Har Pal Yaadon Mein Mere

Main Itna Tanha Rahoon
Aur Tu Pukare Yun
Tere Hone Ki Banu Main Wajah Si Yun
Teri Baahon Ke Ghere Mein Guzre Har Pal
Teri Yaadon Ke Pehre Mein Beete Har Kal
Yahi Toh Chaha Karta Tha Main Har Pal Khwabon Mein Mere
Yahi Toh Manga Karta Tha Main Har Pal Yaadon Mein Mere

Meri Bhi Yahi Chahat

Main Itna Tanha Rahoon
Aur Tu Pukare Yun
Tere Hone Ki Banu Main Wajah Si Yun
Tujhi Se Toh Main Zinda Rahoon

WRITERS

Viraal, Arya

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Sony/ATV Music Publishing LLC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other