Likhu tujhpe shuru toh tujhpe khatam hun
Bunu tere khwaab mein thoda besharam hun
Teri maa ne jo pakde hain yeh chats hamare
Thoda inconvenience hota hain bin din guzare
Kisso mein aasun aur aasun mein hum
Jldi se baith piche pal bhi hain kamm
Kara jo late meine daaton na tum
Kaisa gila hain aur kaisa yeh ghum
Tujhse mila toh mein khudse mila
Teri meri baaton mein hojaye subah
Tujhse mila toh mein khudse mila
Meri puri duniya hain tere khilaaf
Tujhse mila toh mein khudse mila
Teri meri baaton mein hojaye subah
Tujhse mila toh mein khudse mila
Meri puri duniya hain tere khilaaf
Chaahe baatein na kar aankhein mila
Yeh kacchi zubaan pe na hain koi sila
Ghum vahi hain jo karta riha
Aankhein bhar aayi baahon mein aa
Naa jaane tab bhi aas hain teri
Mein teri hawa ek bhawar tu
Tujhse mila toh mein khudse mila
Teri meri baaton mein hojaye subah
Tujhse mila toh mein khudse mila
Meri puri duniya h tere khilaaf
Tujhse mila toh mein khudse mila
Teri meri baaton mein hojaye subah
Tujhse mila toh mein khudse mila
Meri puri duniya h tere khilaaf
Naa jaane kis raah yeh dil baitha hain
Sirhaane sehla ke tujhe mil baitha hain
Aankhein bhari toh jaana yeh meine
Kabhi wapas mile toh khil baitha hain