LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Fikren

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Fikren
Hein peechy sabhi chori
Hein be fikray
Na paisa hay na kouri
Nahi Bikhrien
Ki koshishen hen puri
Tu hi zid hay
Tu kitna zaroori

Teri yaadien
Bulayein
Ye bata tu rehta kahan
Ye geet gungunale
Is chah may
Leke chal jo shehr tera

Mein khud sy hu rootha
Hu khud sy juda
Par in raston sy jura
Tu dil may hay baqi
Kuch aks hay chupa
Andhere peeche chory
Tou ayan hui subah
Ye dil keh raha

Bangaya
Bangaya
Ye sama

Bangaya
Bangaya
Ye sama

Bangaya
Bangaya
Ye sama

Bangaya
Bangaya
Ye sama

Bhatka tha insaan
Milgaya rasta
Waqti hay sabh
Mujhe sab hay pata

Dil nhn dukhta
Khwaab hay yagjan
Sajdon may gir ja
Milta khuda

Jhoot kyu kehta
Jo hay wo kehna
Feel jo karta
Wo likh na zara

Mujhko ni parwah
Jazbe hen pukhta
Waqt ki choton
Sy seekha bara

Fikren
Hein peechay sabhi chori
Hein be fikray
Na paisa hay na kouri
Us k dard bhi
Thay milna zaroori
Us k bin bhi
Ibararat ye adhoori

Chal khud ko mana leh
Abhi baqi bohot hay jahan
Ghamon ko tu bhula k
Chal parha hay
Shayad kar gai asar dua

Mein khud sy hu rootha
Hu khud sy juda
Par in raston sy jura
Tu dil may hay baqi
Kuch aks hay chupa
Andhere peeche chory
Tou ayan hui subah
Ye dil keh raha

WRITERS

Affan Khan

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup Icon
Theme

Religion