Sun le na jo may keh raha
Dil ye kaghaz pay beh raha
Pathar dil may tha gumshuda
Butterflies be tickling now
Sath ho tum khaas mere paas ho bas tum hi
Jeena na gawara mujhe tere bina ek din
Husn ho tum poore jahan ka
May deewana mera dil kary tumse hee pyaar
Tum sahara mera dil kary tumse hee pyaar
Hearts on fire baby im in love
High and living the life jese hay ek khuwaab
Chahaton may hum doobe kuch is tarah