Sunta haqaani, hum azadi toh launde saare baaghi,
Ye bole top hai? yahan toh jaga nahi
Bad gumani, inne khud wafa nahi (afsoos)
Yahan qatal aam, naake, cordon subhe shaam lage,
Kafan aam, tumne toh bas dekhe hai tamashe,
Lale, kyu tu phir hawa mein, chode baatein,
Chhode laashe, par na social media pe!
Jitni bhi ho jalan aane do,
Kaate haath inne ghaas daale jo,
Humpe na sabar koi aazmaiye toh,
Ye karte kill, wo removte se hi ho!
Mujhe lage mein bay waqt jaise dilla
Beshak be adab, studio gorilla,
Bebas, milne pe saare ye vanilla,
Beef maange hote khud halaq
Bola pehle bhi main don't you fuck with the finest,
Ye shot dede darr ke, then they deny it,
You act all friendly, I just don't buy it,
Ye chahte mera ant, I'm back like,
Fail toh hote nikamme jo hume kare test
Sarhad banade beech mei na bane wo daraar Kandivali se kashmir ab faila parivaar!
Aur kisaanon ko bhi sat sri akaal
Bajne de dhol jaise badhti awaaz
Haq ka milta ni hume chheen ne ki naubat pe laate Fir jaake bas kat ti zabaan
Par zabaan ka bhi faada kya na chalaake
Kaanon mei ghusti hai baatein
Aankhon mei dukh ki talaash hai
Hum hi thehre hope par hate se tute hai taare
Par daala sach aake bar mein
Dil ki akhbar hai ye naare
Take my word seedha chhap daal
Log kam seh ni paate zaada maar dhaad
Ghaav das gire saath uthe aath baar!
Gire saath, uthe aath baar!
Gire saath, uthe aath, aake karle waar!
Toh khabardaar rehna hoshiyaar!
Rehna khabardaar, warna hoshiyaar!
Gire saath, uthe aath baar!
Gire saath, uthe aath, aake karle waar!
Toh khabardaar rehna hoshiyaar!
Rehna khabardaar, warna hoshiyaar!