Ab shayad nikla hun main teri zindagi se kaafi door
Mujhe maaf karna hun main bekabo
Haan main betaab hun, jab bhi leta hun tera naam
Uff, hota mehsoos hai jism ko sardiyon ka sehlab
Aur aag mein dil aur dil mein daag aur dil ye kaanch
Aur kaanch se, kaat kaat ke main
Jaan waan, tere naam naam
Karu subhe shaam, par tu jaan jaan ke bhi anjaan
Woh boli hai usse nahi yaad
Hoga jo fanaa bhi teri mohobbat mein
Ki akhir mein phir se na kabhi mile
Kho kar bhi, dil mein rakha
Kabse hai, ro kar bhi, uff na kiya
Shayad ab behtar hai bas bewafa
Tere khaatir mein, aaya hun kahan se kahan
Hoga jo fanaa bhi teri mohobbat mein
Ki akhir mein phir se na kabhi mile
Mea ker, chei kith, posh daswany, chaav myaeni daany posh
Mea kor, chei pat'e, paanas faanai, kar ha bali mea yi dodh
Agar woh bole ye paagalpan unko na pata kya deewanagi hai
Inn zakhmo se nikle woh nazm na unko pata hoti kya aashiqi hai
Jab karna chahte khud ko dafan par unki yaadein zinda rakhti wahin hai
Jab karna chahte khud ko khatam par unki yaadein zinda rakhti wahin hai
Woh sunti nahi hai main likhta rehta
Bewaja main dilasa ye khud ko deta
Chhilta ungliyan, banta bas usska chehra
Unki yaado mein dil ab ye itna behra
Meri yehi dua hai, usse mile itna ki bas Ahmer hi milna paaye!
Kho kar bhi, dil mein rakha
Kabse hai, ro kar bhi, uff na kiya
Shayad ab behtar hai bas bewafa
Tere khaatir mein, aaya hun kahan se kahan