Sans Lete Hain Jo Zindagi Ke Liye
Dil Toh Saare Pareshan Hain
Poore Hote Nahi Phir Bhi Dekhe Bohut
Khawab Aakhon Pe Heeran Hain
Chor Dega Kabhi Zindagi Ki Tarah
Zindagi Keh Ke Jo Bulata Hai
Rakh Ke Dil Mein Kahein Yaad Rakhta Nahi
Zindagi Ki Tarah Bhool Jata Hai
Sun Rahay Ho Dil Mein Jitna
Ghair Lagte Ho Kyun Tum Bhi Mujhko Kabhi
Zindagi Tujhse Kaisa Nata Hai
Jee Ke Dekha Toh Phir Dil Ko Lagne Laga
Dil Toh Jeene Se Ghabrata Hai