Na shikwe gile kuch saath hai
Deewarein chahat ki sabhi
Yun hi kyun darta raha tha dil
Jaane kya karna bhi tha haasil
Sannatein jo ho gaye daakhil
Dil pe unki chadar,odh ke chala
Na shikwe gile kuch saath hai
Deewarein chahat ki sabhi
Kyun bulaya mujhe door se
In hawaaon ke spath behe gaye
Beetein lamho ke sirein badal gaye
Aise yun safar pe hum nikal gaye
Na shikwe gile kuch saath hai
Deewarein chahat ki sabhi
Yun hi kyun darta raha tha dil
Jaane kya karna bhi tha haasil
Sannatein jo ho gaye daakhil
Dil pe unki chadar,odh ke chala