LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Khwaabon X Yaadon Mein

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Itni bhi jaldi koi bhula deta kya
Thoda sabr to karti mai mana leta na
Ghaltiya jo kari thi
Gussa tu hojata
Iska ye matlab ni
Ke tu door chala jaata

Raato raato teri hi hasaye mujhe Baate
Aur yaad aaye mujhe saari teri Mulaqatein
Khwaabon mein
Khayaalo mein
Bas tum hi tum ho aate
Mai dekhu teri raaha thaka

Juda hue humse
Nazro se tum aise
Ke sapne saare taar taar hogaye
Khwaabon me bhi hamse
Aate nahi milne
Ke tumhe dekhe saal saal hogaye

raaton mein ho baahein teri
Pyari si ho baatein meri
Sharabon me bhi aisa
Kaha hota hai nasha
Jo behta hai
Aankhon se teri

Phone ki photo me dekhu piya
Vo purane se messages padhu piya
Raat ko pal purane mai sochu piya
Kyu juda tu mujhse hua ?

Raato raato teri hi hasaye mujhe Baate
Aur yaad aaye mujhe saari teri Mulaqatein
Khwaabon mein
Khayaalo mein
Bas tum hi tum ho aate
Mai dekhu teri raaha thaka

WRITERS

Akbar Wasif

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other