Na Karte Daga Na Hota Tabha
Na Karta Kisi Se Baat Cheet
Bas Rota Hai Kalla Hi Baith Ke
Room Mein Sum Sai Banke Plastic
(Rota Hoon Kalaa Main Teri Yaadon Mein)
Phir Jaan Lene Kyun Tule Hue Ho
Bas Kiye Vaade Saare Bhule Hue Ho
Rahe Saath Kisi Aur Ke Aap
Call Pe Baat Din Aur Raat
Tabhi Saalon Saal Ka Chhutha Hai Saath
Haan Maana Ki Galti Hai Meri
Kaafi Dafa Humne Maaf Kiya
Aap Gaye Humko Yun Chhod Ke Yun
Jaise Humne Hi Sab Kuch Khatam Kiya
Vo Kasmein Vo Wadde Saare Ke Saare Hi Sab Jhoote Hi Thay
Teri Un Jhoothi Umeedon Mein Hum Kyun Hi Fasate Rahe
(Hum Kyun Hi Fasate Rahe)
Haste Hue Chehre Ko Apne Ek Pal Mein Hi Badal Diya
Kho Diya Apne Woh Ladka Jo Aap Pe Hi Marta Raha
Karta Raha Aapke Har Khwahish Ko Puri
Sunta Raha Aapke Aur Aapke Man Ki
Chalne Ka Wada Kiya Tha Aapse
Par Ab Farak Nahin Padta Yahaan Abhi Bhi
PUBLISHERS
Lyrics © IPRS, Royalty Network, Broma 16, PFIVE Entertainment Mexico, Tunetradr Records