LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Struggle

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Struggle Struggle Karta Aaj Bhi Main Bahut
Meri Sadgi Hai Dost Naraazgi Hai Lost
Nakal Kare Aadmi Hai Bahut
Baway Khada Mein Kalla Idhar Alag Dekh Soch

On Top Banna Boss Hustle Rose No Law
Girl Deti Red Rose Banday Ghume Fake Bahut
Headshot Gaane Sun Bande Bole Yes Boss
Tabadtod Kaam Roz Karu Bawe Limit Cross Check

Limit Cross
(Cross)
Limit Cross
(Cross)
Limit Cross
(Cross)
Limit Cross
(Cross Cross)

Jagaa Hoon Raaton Ko Par Main Ullu Nahin
Bawe Pelnaa Chhoda Par Main Aaj Bhee Vahee
Taj Hai Bhe Aj Bhi Sirpai Mere
Mujhe Dekh Dekh Pitch Teri Kyun Khansti Bhe

Chhote Chaalbaaz Se Door Hoon Main
Tabhi Mashhoor Hoon Main
Pehle Jaanata Koi Nahi Tha Bro
Aur Ab Naam Aara Newsoo Mein
(Newsoo Mein)
Check It Out

Chhote Chaalbaaz Se Door Hoon Main
(Door Hoon Main)
Tabhi Mashhoor Hoon Main
(Mashhoor Hoon Main)
Pehle Jaanata Koi Nahi Tha Bro
(Koi Nahi)
Aur Ab Naam Aara Newsoo Mein
(Newsoo Mein)

14 Solan Sai Kaam Dera Hun Aag Wala
Kheddi Hai Slang Kyunki Banda Hoon Pahad Wala
Aag Si Lagaarakhi Kaam Se Himachal Mein
Har Taraf Naam Ka Chhaya Hua Hai Bol Bala

School Ka Lofer Hai Aaj Life Ka Topper
Khud Ko Kho Kar Mein Bana Ni Naukar
Ladka Sober Khai Hai Thoker
Heat Hun Propper Bawe Gangsta Joker

Aa Ke Dete Gyan Bhot Karle Esa Vesa
Kamalega Thoda Tu Paisa Vaesa
Jeeb Mai Nai Pesa Toh Tu Kaye Ka Neta
Tujhse Zyada Kamata Dekh Wo Uska Beta

Mere Jaisa Na Kisi Ka Mujhe Dollar Hai Pasand
Bawe Alag Hai Track Mera Alag Hai Tassan
Ye Busmench Husmench Hai Ghasmanete Pai
Kari Mehnat Hai Tabhi Hai Kaam Ka Ghamand

Chhote Chaalbaaz Se Door Hoon Main
(Door Hoon Main)
Thik Hai
Han
Tabhi Mashhoor Hoon Main
(Mashhoor Hoon Main)
Solan

Chhote Chaalbaaz Se Door Hoon Main
(Door Hoon Main)
Tabhi Mashhoor Hoon Main
(Mashhoor Hoon Main)
Pehle Jaanata Koi Nahi Tha
(Koi Nahi)
Aur Ab Naam Aara Newsoo Mein Yeh

WRITERS

Akki Bhai

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Royalty Network, Tunetradr Records

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other