Ye kaisi kashmakash main fasa hu
Teri yaadon main din guzaaru
Dil main jakhm hai beshumaar
Ye kaisi kashmakash main fasa hu
Teri yaadon main din guzaaru
Dil main jakhm hai beshumaar
Mazaro main jalti samaao main
Ulfat ki kashti main dhundhu kinaaro main
Bikti mohabbat main dhundhu bazaaro main
Tu mujhko dhundhe se milta nahi
Khalti hai seene main teri kami
Shayar main tere hi dam se hu zinda
Main aashiq hu, marne se marta nahi
Challi karke dil ye mera tu jo ghayal kar gayi
Dil ye tootne se tootna ni mujhko hai yakeen
Zaalim tu farebi tisnagi main pagal kar gyi
Dooba aanshuo ki baarisho main badal to nahi
Ye kaisi kashmakash main fasa hu
Teri yaadon main din guzaaru
Dil main jakhm hai beshumaar
Teri tasweere Ab bhi rakhi hai Sabse chupake sonhiye
Jeene ka zariya hai Kaise jaladu Ye saari yaadein sonhiye
Aakhir kya meri hai khata
Milke mujhse bas ek dafa tu
Ye kaisi kashmakash main fasa hu
Teri yaadon main din guzaaru
Dil main jakhm hai beshumaar
Ye kaisi kashmakash main fasa hu