Parastish karein hum parastish karein
Parastish karein hum parastish karein
Usne toda hai mere juon ko
Khol diya hai sab bandhanon ko
Parastish karein hum parastish karein
Wo hai shahon ka Shah, sab ka aasra
Uski sitaish karein hum, Wo hamara Khuda
Apne Rahnuma ki, apne Rahnuma ki
Parastish karein hum parastish karein
Hai Uska Fazal badaa, Wo hi deta shifa
Uski qudrat ke aage, jhukta sara jahaan
Us Yahovah Rafa ki, us Yahovah Rafa ki
Parastish karein hum parastish karein