Chhodke haath tu hi gayi thi
Khwabon se khelke tu gayi thi
Khelne kaisa khel ye aayi hai
Khwabon se khelke tu gayi thi
Khelne kaisa khel ye aayi hai
Naam ko mere badnaam kar ke
Phir naam karne kyu aa gayi
Chhodke haath tu hi gayi thi
Mansoobe tere mai jaan na paaya
Ishq mein aisi chot hoo khaya
Maar de mujhko tu ya de rihai
Kitni raatein baahon me soke
Mere yaara tune hai guzari
Chhodke haath tu hi gayi thi
Nisbat Jo tujhse tha wo na raha
Pehle tha tera jo ab na raha
De- de zehar mujhko haathon se tere
Kaampte kyu hai haath ye tere
Zinda hoon ab tak chahat me teri
Chahat rahi na zinda meri
Chhodke haath tu hi gayi thi