Jahaa jharne bhi baba tera naam lete hai
Jahaa parvat bhi baba gungaan gaate hai
Wadiyon se mujhko bulawa aaya hai shambhu nath ne mujhko Kedara bulaya hai
Wadiyon se mujhko bulawa aaya hai shambhunath ne mujhko Kedara bulaya hai
Chaukhat pe teri badi durr se hoo aaya
Raaste me tera mai naam japte aaya
Chaukhat pe teri badi durr se hoo aaya
Raaste me tera mai naam japte aaya
Mushkile ho aayi jitni saari mai sehte aaya
Dhoop chhav ke saare mausam mai to baba sehte aaya
Wadiyon se mujhko bulawa aaya hai shambhunath ne mujhko Kedara bulaya hai
Wadiyon se mujhko bulawa aaya hai shambhunath ne mujhko Kedara bulaya hai
Baba mujhko darshan de de
Nandi tera mujhko bana de
Sharan me tere hoo mai aaya
Baba mujhko darshan de de
Nandi tera mujhko bana de
Sharan me tere hoo mai aaya