LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Papa

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Papa tumse meri pehchan
Papa tum ho mera jahaan
Zindagi ki raah par paav jab
Bhi jalte
Hatheli meri papa tum hi ho ban te
Zindagi ki raah par chhav ban ke
Chalte
Apno ke khatir dard tum hi sehte
Papa tumse meri pehchan
Papa tum ho mera jahaan
Mera jahaan


Kandhe tere baith maine
Duniya hai dekhi
Qismat me mere tumne
Khushiya hi likhi
Maathe tere kabhi maine
Shikan na dekhi
Kadmo me tere maine
Jannat hai dekhi
Tumsa hua na hoga koi
Aasmaan tu hi
Dooja na koi
Papa tumse meri pehchan
Papa tumse meri pehchan
Papa tum ho mera jahaan
Papa tum ho mera jahaan…!!

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other