LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Ram Siya Ram

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kaushalya dashrath ke ho pyare
Saare jagat me aap ho nyare
Sau janam ke dukh bhool jaayein
Ram jee aapke hum kaam jo aayein
Shabari Ahalya ki bhakti me ram
Hanuman ki shakti me ram
Bharatha Jatayu ki bhakti me ram
Lakshman ki shakti me ram
Sadhu santo ki bhakti me ram
Dharam marg ki shakti me ram
Ram Siya ram siya,ram siya ram
Ram Siya ram siya,ram siya ram
Ram Siya ram siya,ram siya ram
Raghupati raghav raja ram


Sare jagat ka vishwas hai jo
Aadarsho ka saagar hai jo
Sab kuchh apna tyaga jisne
Van me jeevan kaata jisne
Tabhi kehlaye maryada purushottam
Ram Siya ram siya,ram siya ram
Ram Siya ram siya,ram siya ram
Ram Siya ram siya,ram siya ram
Raghupati raghav raja ram
Ram Siya ram siya,ram siya ram
Ram Siya ram siya,ram siya ram
Ram Siya ram siya,ram siya ram
Raghupati raghav raja ram

Rama, Rama,Rama,Rama,Rama,Rama
Rama, Rama Rama,Rama,Rama,Rama,Rama,Rama

Jab jab dharti pe raavan janme
Das shish uske kaate tumne
Gaurav ke ho aap pratiman
Humri ho aap hi pehchan
Tabhi kehlaye maryada purushottam
Shabari Ahalya ki bhakti me ram
Hanuman ki shakti me ram
Bharatha Jatayu ki bhakti me ram
Lakshman ki shakti me ram
Sadhu santo ki bhakti me ram
Dharam marg ki shakti me ram
Ram Siya ram siya,ram siya ram
Ram Siya ram siya,ram siya ram
Ram Siya ram siya,ram siya ram
Raghupati raghav raja ram
Ram Siya ram siya,ram siya ram
Ram Siya ram siya,ram siya ram
Ram Siya ram siya,ram siya ram
Raghupati raghav raja ram

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other