LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Behisaab

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Behisaab kartay hum
Dill ki baat
Raah mai kab se hum
Teray saath

Gehri raat kou
Tham Jaanay dou
Meray khuwaab kou
Dohraanay dou

Behisaab kartay
Hum dill ki baat

Sab se pooch lou
Kuon badnaam houn
Main har shaam mein
Gum har baar houn
Dill kai raastay
Jaatay hain kahan
Mai sab bhool kai
Baitha hun yahan

Aik baar karlou
Tum hum kou yaad

Raah mai kab se
Hum teray saath
Gehrii raat kou
Tham jaanay dou
Meray khuwaab kou
Dohraanay dou
Behisaab kartay
Hum dill ki baat

Hum dill kholl kai
Rotay hain kabhi
Phir sab bhool kai
Hanstay hain kabhi
Sab kou hay khabar
Hum barbaad hain
Rasmoun mai ghiray
Hum betaab hain

Beqadar nahi hay
Mera pyaar

Raah mai kab se
Hum teray saath
Gehrii raat kou
Tham jaanay dou
Meray khuwaab kou
Dohraanay dou
Behisaab kartay
Hum dill ki baat

WRITERS

Ali Alvi

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid, Audiam, Inc.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other